UPI Kya Hai Or Iska Use Kese Karte Hai

Namskar Dosto Hamare Is Website Me Aapka Swagat Hai. Aaj Me Aapse UPI Ke Bare Me Bat Krne Ja rha hu. Dosto UPI ki full forum Payments Interface hai. Yah Ek online paymemt methord hai. Jiski madad se aap kisi dusre user ko asani se payment kar skte hai.
UPI Ka Use Kese Karte Hai
UPI ka use krne ke liye aapke pass ek debit card, bank account se attached mobile number or Android Smartphone hona chahiye. Aap kisi bhi upi supported app ka use krke is service ka labh utha sakte hai. 


UPI App Ko Kese Install Kare
Aap Google Pay, PhonePay, Paytm Money, Bhim Upi etc me se kisi bhi app ka use kar skate hai. Sbse phle aap in me se kisi bhi app ko install kare. Ab aap us app me apne bank account se attached mobile number se registered kare. Iske bad apko us app me add bank account par click karna hai. Jiske bad ye apps aapke phone se otp bhejegi. 
Note - Is sms ka aapke phone me charge lagega. Isliye aapke phone me minimum 1.2 rs balance hona chahiye. 
Ab Aapko apne debit card ki details fillup karni hai. Jiske bad aapko apni UPI id ka passcode fillup karna hoga. Ab aapka account create ho gya hai. Ab aap UPI service ka use kar skte hai.
UPI Se Hum Kin Kin Service Ka Use Kar Sakte Hai
1. UPI se aap kisi dusre user ko money transfer kar skte hai. Aapko bas dusre User ka mobile number ya UPI id pta honi chahiye. 
2. Agar koi User ke pass UPI Id nhi hai to app UPI ki madad se aap uski bank details dal kar money transfer kar skte hai. Jiske liye aapko net banking ki jarurat nhi pdegi.
3. UPI ki madad se aap kisi bhi retail shop par payment kar skte hai agr vah shop UPI Payment accept karta ho.
4. UPI ki madad se aap online reachrge, Bill payment or online websites par payment Kar Skte hai.
UPI Use Karte Samay Kin Bato Ka Dyan Rkhna Chahiye
Dosto Jese Jese Digital transaction bad rhi hai. Vese Vese online fraud/Scam bhi bad rhe hai. Aapko bhi UPI Ki service ka use savdhani purvak krna chahiye.

Comments